Letra Akhiyaan Milaoon Kabhi (From

Letra de Akhiyaan Milaoon Kabhi (From "Raja")

Udit Narayan


Akhiyaan Milaoon Kabhi (From "Raja")
Udit Narayan
(0 votos)
Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu
Haan akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu
Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu

Kabhi ghabraun, kabhi gale lag jaaun
Mera khud pe nahi kaabu
Bina paayal ke hi baje ghungroo
Bina paayal ke hi baje ghungroo

(Udit Narayan Begins)

Akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
Kya maine kiya jaadu
Akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
Kya maine kiya jaadu

Kabhi ghabraye, kabhi gale lag jaaye
Tera khud pe nahi kaabu
Bina paayal ke hi baje ghungroo
Bina paayal ke hi baje ghungroo

(Instrumental Break)

Aise tu deewana mujhe pyar na kar
Aati hai sharm deedar na kar
Chain chura ke takraar na kar
Tujhko kasam ikraar na kar

Tere armanon mein sanwar gayi main
Tune mujhe dekha toh nikhar gayi main
Dekh jab tujhko theher gaya main
Aisi hi adaon pe toh mar gaya

Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu
Hey akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu

Kabhi ghabraun, kabhi gale lag jaaun
Mera khud pe nahi kaabu
Bina paayal ke hi baje ghungroo
Bina paayal ke hi baje ghungroo

(Instrumental Break)

Meri jaane jaana kya cheej hai tu
Mujhko toh jaan se ajeez ha tu
Itni na kar tareef meri
Jaanu main toh jaanu kya hadd kya teri

Teri ulfat ka nasha chha gaya
Kuch bui ho jaane jaan maza aa gaya
Dheere dheere duniya se door huyi
Ishq mein tere main toh choor huyi

Akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
Kya maine kiya jaadu
Hey akhiyaan milaye kabhi ankhiyaan churaye
Kya maine kiya jaadu

Kabhi ghabraye, kabhi gale lag jaaye
Tera khud pe nahi kaabu
Bina paayal ke hi baje ghungroo
Bina paayal ke hi baje ghungroo

Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu
Akhiyaan milaun kabhi ankhiyaan churaun
Kya tune kiya jaadu

Kabhi ghabraun, kabhi gale lag jaaun
Mera khud pe nahi kaabu
Bina paayal ke hi baje ghungroo
Bina paayal ke hi baje ghungroo

Bina paayal ke hi baje ghungroo
Bina paayal ke hi baje ghungroo


Comparte Akhiyaan Milaoon Kabhi (From "Raja")! con tus amigos.


Que tal te parece Akhiyaan Milaoon Kabhi (From "Raja") de Udit Narayan?
Pesima
Mala
Regular
Buena
Excelente